Aaj fir sanwarne ki shaam aayi hain,.
wo mehndi kangan sindoor pehne har suhagan ki fariyaad aayi hain..
Took Took dekhti hai jahan chaandni apne chaand ko,..
wahi haseen raat aayi hain..
Hai khoobsurat sa rishta unka, jise nibhane duniya ki har bheed umad aayi hai.
Baith'te hai jis aangan me wo dono, ussi me he aaj Shehnaayi ki dhunn bhi goonj aayi hai..
Aisa he kuch ehsaas hai is pagle mann ka,..
jiske liye sajne ki jidh is dil ne bhi farmaayi hai..
Saree daalu suit pehnu, ya pehnu laal rang unke naam ka,..
bas is soch se he apne aap me meethi si sharam bhi aayi hai..
dekhti hun khud ko aayine me toh unki parchaayi najar aayi hai..
Aye CHAAND naa darr tu is duniyaa ki najrro se, or de de jhalak apne masoom akks ki,..
ke ab tere bin yeh shaam dhalne ko aayi hai....
Ho har waqt chaand chandni ek sath, bas yahi dua is dil ne har pal uthaayi hai...
Happy KarwaChauth to all beautiful Ladies..